00:00
03:06
Kuch pal sahi
Par mujhko tu mila to tha
Ab bhi woh pal
Bacha hai mujh mein kahin
Ab tere bin
Baitha hoon main tanha yahan
Lagta hai ab
Bacha naa mujh mein main hi
Sochun tujhe kyun main
Ab bas raat aur din
Iss kaam se
Mujhe fursat hai kahan
Kaash tune samjha
Iss dil ko hota
Jo naa yeh tujhse keh saka
Woh tera muskurana
Aur rukna hi nahi
Woh tera palkein jhukana
Main bhula hi nahi
Woh tera chup chup hi rehke
Sab kuch bol dena
Tera sapno mein aana
Aur jaana hi nahi
Hmmmmm
Woh tera chupke se aana
Phir aake chhup jaana
Meri palkon pe rakhna tera haath
Maahi abke jo aana phir
Aake mat jaana
Meri zarurat hai ab
Tera saath
Sochun tujhe kyun main
Ab bas raat aur din
Iss kaam se
Mujhe fursat hai kahan
Kaash tune samjha
Iss dil ko hota
Jo naa yeh tujhse keh saka
Woh tera muskurana
Aur rukna hi nahi
Woh tera palkein jhukana
Main bhula hi nahi
Woh tera chup chup hi rehke
Sab kuch bol dena
Tera sapno mein aana
Aur jaana hi nahi
Hmmmmm